Join Indian Army bharti 12th Pass सीधी भर्ती All Over India Biggest Recruitment

Hello My Dear Beloved Students…..

Mai apse ek bar phir se mafi mangna chahuga kyoki aaj ye post mai phir se hindi me nhi type nahi kar pa raha hu kyoki aaj apke liye live class ke setup ke liye ek pc liya hai jisme ye suvidhi available nahi hai aaj kal me lagwa liya jayega….

Aaj is post me apko mai Army ke New Recruitment ke bare me batane ja raha hu….

 

                                              Indian Army 

                                 (Perment Commission) 

Is bharti me form bharne ke liye yogyata kya hai….?

  • is bharti ka form bharne ke liye ek abhyarthi ko Indian hona chahiye..Yadi koi bhi candidate indian hai to vo ye form bhar sakta hai…

 

Is Army ki bharti me kya Age wale Students form bhar sakte hai..?

  • Is army bharti ka form bharne ke liye ek studnet ki umar 16.50 se 19.50 honi chahiye baki Reservation ka masla alag hai Yani Iske anusar apka janam 1 january 2000 se 1 janvary 2003 ke beech me hona chahiye.

Educational Qualification kya  honi chahiye ?

  • 12th Pass Candidates can fill this form in 12 th class A Students have acheived 70% Marks with PCM Subject then that candidates Can Apply for this post.

 

Medical me kya kya check hoga ?

  • Army bharti me Medical Upar se lekar neeche tak apke sare ang pratyang Chak kiye jayenge yaha tak ki apke private part bhi 

 

Army ki is bharti me kitne poste nikali gai hai ?

  • Is Army bharti me abhi tak 90 Poste hi collect hui hai jo keval ek hi platoon ki hai baki bhartiya abhi collect honi baki hai jo ap ye samjhkar chalo hajaro ki tadat me hone wali hai .

Army bharti me traning kitne saal ki hogi ?

  • is bharti me traning Five saal ki hogi jisme basic military traning one saal ki Technical traning three years ki v award degree training ek saal ki hoti hai 

Army ki is bharti me kya kya ban sakta hai ladka bharti hone ke baad ? 

  • Army ki is bharti me select hone ke baad ek students nimn pad prapt kar sakta hai 

 

lieutenant   On Commission
captain On Completion of Two Years 
Major On Completion of Six Years 
Lt Colonel  On Completion of 13 Years 
Colonel  On Completion of 26 Years 
Brigadier  
Major General   
Lt General /HAG Scale   

Selection Process 

  • Same As Other Army bharti me jo hota hai Same Physical Same Exam and Same Merit List 

 

Form bharne ki date kya hai ?

  • Army bharti ka ye form kal se 29 october se suru ho raha hai or ye form 27 November tak chalega Form ONline bhara ja raha hai Ap sabhi ye form bhare 

Note :- Army bharti me Outer Permanent Tetoo Allow nahi hai 

 

Other Important Direct Links….

 

Apply Online  Click Here
Download Notification  Click Here
Official Website  Click Here 

 

Yadi Apko is Army bharti ke bare me yadi kuch or pochn ho to ap mujhe neche comment kare mai apko samy milte hi jarur Reply karunga …….om 

19 thoughts on “Join Indian Army bharti 12th Pass सीधी भर्ती All Over India Biggest Recruitment”

  1. Sir jiska12th ka result 50+ ho ya 50- ho Kya wo ye form Bhar sakta h aur ek baat sir isme hight Kya chahiye Kya jiska hight 5.6 ho uske liye army main koi Post h Kya sir =reply jaroor kigiye GA

  2. sir
    mai indian army me regstation kar chuka huaa… but any koi form fill up nahi kar pa rahuaa huaaa army ….koi soluation hai eska..

  3. Sir ..m 12th pass hi aur meta overall 67prrsent h aur pcm me mera math mr to 70+ h but physics aur chemistry me 54,and 57% h to kya m apply kar sakta hu

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top