Police Department Recruitment // 50,000 कांस्टेबल की भर्ती // सरकारी नौकरी GOVTJOBS New Bharti

Hello Guys, 

 

 

Aaj Hum apko Sarkari nokriyo ki badsah Police Vibhag ki Sabse badi bharti ke bare me batane ja raha hu…Ye bharti Uttarpradesh sarkar ke dwara nikali gai hai is bharti ki poori deatails mai Apko niche batane wala hu App is post ko continue akhir tak padhte rahiye….

Bharti Konse State ki sarkar ke dwara nikali gai hai or ye bharti me form kon kon bhar sakta hai…..?

  • Vaise to ye bharti Police vibhag uttarpradesh sarkar ke dwara nikali gai hai parantu is form ko bharne ke liye koi bhi candidates jo bharat ka hai ise bhar sakta hai….

 

Bharti me Form bharne ke liye Ek Candidate ki kya umar honi chahiye 

  • Ye form bharne ke liye Ek General Category ka Male ya Female ki umar kam se kam 18 sal or Adhiktam 22 sal tak is form ko bhar sakta hai or sath hi is form ki last Age SC ST walo ke niyamanusar bhi hoti hai Matlb Sc ST wale abhyarthi is form ko 25 Sal v 28 Saal tak ye form bhar sakte hai….

Form bharne ke liye  Form Fees kya lagegi ?

  • Is form ko bharne ke liye Apko Sarkari khajane me apko 400 Rupees dene honge 

Post ki deatails kya kya hai Kitni Poste nikali hai….?

  • Total post 50000 Plus hai jiska vivran niche mai vigyapti se de raha hu…..

Is form ki Dates kya kya hai ?

is Form ko Apply karne ke liye apko Dinank 19/11/2018 Se 8/12/2018  Iski Last date hai….

https://boransir.com/wp-content/uploads/2018/11/12.png

  • Iski Kuch Jaruri Links Mai Neche De raha hu…..
Apply Online Click Here  (Link Will be Update 19-08-2018)
Syllabus  Click Here
Notification Click Here
Official Website  Click Here

 

Yadi Apko is bharti ke bare me kuch bhi pochana ho to Aap mujhe neche comment kare….Mai Apko Samye Milte hi Vapas Reply Karunga….Om

 

 

3 thoughts on “Police Department Recruitment // 50,000 कांस्टेबल की भर्ती // सरकारी नौकरी GOVTJOBS New Bharti”

  1. Sir isme rajasthan se form bhrne ke liye koi certificate compulsory h kya h aur isme rajasthan se kitne % candidate ko lete h

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top